Posts

GHAZAL

'Kya huva subhu mudat se hamari na huvi.. shaam gam leke to hamare liye aajati hai' 'apni kismat pe bhala naaz hame kayse na ho.. Jab b uthti hai ghata ham he pay baras jati hai.' 'Dil ko afsurda chashm tar pata hu me.. tere dedar ko jab b ye deed taras jati hai.' ~az urooj ishfaq~

GHAZAL

'Manzil ka shoaq hai na koyi shoaq-e-anjuman... kaantu bhari hai koyi rehguzar mere aage.' 'Har pal hai shabistaan har lamha kehkashaan... Darya hai din ya koyi samandar mere aage." az .~urøøj~ ishfaq

GHAZAL

'Dard ki shaakh se dil ko utara jaye... Aur kuch lamha bina gam k guzara jaye." 'Kahin mehsus na ho un ko mere aah-o-figãan... Yun tabassum ko rukhe bejaan pe utara jaye." az urøøj ishfaq

GHAZAL

'Dard ki shaakh se dil ko utara jaye... Aur kuch lamha bina gam k guzara jaye." 'Kahin mehsus na ho un ko mere aah-o-figãan... Yun tabassum ko rukhe bejaan pe utara jaye." az urøøj ishfaq

ghazal

" Najam se aage chalun ki taaq ho javun...badal kay main jazbo hunar ki chaaq ho javun." "Gam-e-hasti se hun mazroob ki hai dua meri...gardishe gubar-e-sehra ki khaak ho javun." "Gunahu se labraiz ki mit tay nahin ye daamne daag... khaak se jo khaak milu to paak ho javun."     az urøøj ishfaq